Off Page SEO क्या है और कैसे करे? 2021

Hello Dosto, Last Post Me Maine Aapko On-Page SEO Ke Bare Me Bataya Tha Jisme On Page SEO Kaise Kare, On Page SEO Se Blog Post Ko Optimization Kar Blog Ka Traffic Kaise Badhaye Ke Bare Me Jankari Share Ki Thi, Par Me Aapko Off Page SEO Kaise Karte Hai Wo Batane Wala Hu, Search Engine Me Perfect Optimization Ke Sath Aapko Offset SEO Bhi Karna Chahiye Me Aapko Batauga Off Page SEO Kitna Jaruri Hai.

On-Page SEO Se Aap Content Optimization Karke Usko Organic Traffic De Sakte Hai, Aaj Aapko Batauga Off-Page SEO Se Blog Ka Traffic Kaise Badhaya Jata Hai, Aapne Blog Ka Off Page SEO Kaise Kare Or Off Page SEO Techniques Or Strategy Ke Bare Me Checklist Ki Help Se Aapko What Is Off Page SEO In Hindi Ke Bare Me Train Karuga.

Off Page SEO Kya Kaise How To Kare

Toh Dosto Search Engine Optimization Ke Bare Me Aap Jante Hai Hoge “SEO Kya Hai” Yeh Padhe, Seo Ke 2 Part Hote Hai Jo On Page Or Off Page Hai, On Page SEO Kya Hai Iske Bare Me Bhi Mera Likha Hua Article Padhe, Search Engine Ko Optimization Karne Ke Liye On Page SEO Ke Sath Off Page SEO Bhi Bahut Jaruri Hai.

Me Aapko SEO Ke Bare Me Pahlte Batata Hu Jisse Aapko Aapne Content Ko Search Engine Me Optimize Karne Ke Sath Offline SEO Ke Bare Me Shamjh Paayege, Agar Aap Blogger Hai To SEO Ke Bare Me Aapko Puri Jankari Honi Chahiye.

SEO Kya Hai? What Is SEO in Hindi

[button color=”” size=”” type=”” target=”” link=””]Full Form —[/button] Search Engine Optimization, SEO Kya Hai SEO Karne Ke Faide? Agar Aap Blogger Hai Ya Aapne Content Ko Optimization Karna Chahte Hai To SEO Aapke Liye Helpful Hoga, Aap Aapni Blog Post Par Jyada Traffic Paane Ke Liye Jo Bhi Technique Ya Strategy Follow Karte Hai Usse Simple Language Me SEO Kahte Hai.

SEO Ke Liye Aap Aapne Blog Ko Search Engine Me Submit Karte Hai Or Sitemap Banate Hai Jisse Aapko High Traffic Increase Hota Hai, Aap Blog Post Ko Likhte Time Jo Bhi Strategy SEO Checklist Use Karte Hai Wo SEO Hai, Blog Post Ko Publish Karne Ke Bad Facebook Se Traffic Or WhatsApp Se Traffic Lete Hai Wo Bhi Ek Type Ka SEO Hai

[button color=”” size=”” type=”” target=”” link=””]Must Read ›[/button] SEO Kya Hai, High Traffic Paane Ke Liye SEO Kaise Kare

SEO Ke 2 Parts Hai Jisme Different SEO Checklists Hai Jisko Hum Follow Karna Sikhege Or Aapne Blog Par Jyada Traffic Haasil Karege.

  1. On Page SEO (OnSet)
  2. Off Page SEO (OffSet)

On-Page SEO Kya Hai? On Page SEO In Hindi

Last Post Me Maine Aapko On-Page SEO Ke Bare Me 15 Top SEO Checklist Ko Explain Karke Bataya Hai Jisse Perfect On Page SEO Optimization Kiya Jaa Sakta Hai, Jab Aap Post Likhte Hai Tab Title Ko Kaise Likhte Hai? Keyword Kaise Use Karte Hai? Image Optimization Karte Hai? Matlab Ki Yeh Sab On Page SEO Checklist Hai, Post Ko Likhte Time Jo Strategy Follow Karte Hai Content Ko Friendly Banane Ke Liye Wahi On Page SEO Hai, Permalink, Tittle, Image Optimization, Search Description, Alt Tag, URL, Labels, Tags, Internal Links Ko Optimize Karna Hi On Page SEO Hai.

Off Page SEO Kya Hai? Off Page SEO In Hindi

Yeh On Page SEO Ka Bilkul Vipreet Hai, Jab Aap Blog Post Published Kar Dete Hai Uske Bad Jyada Traffic Paane Ke Liye Jo Bhi SEO Technique Use Karte Hai Wahi Off Page SEO Hai, Backlink Banana, Search Visibility, Ranking Karna , Forums Se Traffic , Commenting Karke Traffic Prapat Karna Off Page SEO Hai.

Me Aapko Off Page SEO Kya Hai Isse Blog Ka Traffic Kaise Badhaye Ki Jankari Duga Par Usse Pahle Isko Or Jyada Shamjh Lena Behtar Hoga, Post Ko Publish Karne Ke Bad Aap Uska Traffic Increase Karne Or Ranking Improve Karne Ke Liye Jo Bhi Technique Istemaal Karte Wahi Off Page SEO Hai.

Off Page SEO Checklist Or Strategies

  1. Promote Blog On Social Networking Sites
  2. Post On Forums
  3. Submit Blog In Submission Directories
  4. Submit Site In Search Engine
  5. Share Content On Social Bookmarking Sites
  6. Guest Post On High DA PA Website
  7. Share Blog Images Strategy
  8. Blog Video Promotion Technique
  9. Use Link Exchange Documents Sharing Site
  10. Popular Blog Review
  11. Advertising Or Promotion
  12. Classified Website Par Content Sharing
  13. Question & Answer Forum
  14. Comments On Similar Blogs

Yeh Off Page SEO Checklists Hai Jisko Me Aapko Follow Karna Sikhauga Jisko Use Karke Aap Aapne Blog Ka Aasani Se Off Page SEO Optimization Kar Sakte Hai.

#1 Promote Blog On Social Networking Sites

Aapne Blog Ko Social Networking Website Jaise Facebook Or Twitter Par Promotion Karna Jaruri Hai Yeh Off Page SEO Ka Ranking Factor Hai, Aapne Blog Ki Free Publicity Karne Ke Liye Aap Facebook, WhatsApp, Twitter, Google+, LinkedIn & Instagram Etc Use Kar Sakte Ho.

Facebook Page Banakar Or Facebook Group Ya Google Community Or WhatsApp Broadcast Ki Help Se Achha Blog Promotion Kar Sakte Hai, Free Promotion Or Aapne Blog Or Website, Online Business, Product Ka Promotion Ke Liye Social Networking Website Achha Jariya Hai.

#2 Post On Forums

Forums Me Post Karna Bhi On-Page SEO Ka Traffic Factor Hai, Bade Or Famous Forum Me Aapne Blog Se Related Question Ka Jawaab De Or Unki Help Kare, Yeh Aap Free Time Me Kar Sakte Hai, Logo Ke Swaalo Ka Jawaab Achhe Se De Or Jaha Jarurat Padhe Aapne Blog Ka Uss Topic Ka Post Link Share Kare Jisse Aapko High Quality Backlink Mil Jayegi Jo SEO Ke Liye Bahut Achhi Hai.

Permanent Visitors Paane Ke Liye Forum Me Posting Karna Bahut Jaruri Hai, Aap Aapne Knowledge Ko New Logo Ke Sath Share Karke Aapni Pahchan Bana Sakte Hai, Meri To Yahi Raay Hai Ki Forum Post Start Kare Jisse Off-Page SEO Achha Kar Sakte Hai.

Kya Aap Jante Hai Forum Se Bhi Aap Achha Off Page SEO Karke Traffic Le Sakte Hai, Yeh Promotion Or Aapke Blog Par Visitors Ke Redirect Hone Ka Network Ban Jayega Isliye Off Page SEO Ko Optimization Karne Ke Liye Forums Par Post Jarur Karna Chahiye.

#3 Submit Blog In Submission Directories

Blog Directories Me Blog Ko Submit Karke Bahut Kam Time Me Blog Ko Famous Kar Sakte Hai, Agar Aap English Blogger Hai To Aapko High Domain Authority Or Page Authority Wali Web Directories Mil Jayegi, Par Hindi Bloggers Ko Dundhni Padhti Hai Me Aapko Yaha Best Top 5 Blog Submission Directories Suggest Karuga

Kuch Website Submission Directories & Blog Directory Sites –

Alltop.Com
Fuelmyblog.Com
Blogflux.Com
Blogtoplist.Com
Indiblogger.Com

Bahut Sare Professional Ka Yeh Kahna Hai Ki Ab Web Directories Working Nahi Hai Unme Blog Submit Karne Se Koi Bhi Benefit Nahi Hoga Par Aisa Nahi Hai, Blog Directories Har Ek Blog Or Website Ke Liye Jaruri Hai Par English Blog Ke Liye Different Authority Directories Hoti Hai Native Language Blog Ke Liye Alag Hoti Hai.

[button color=”” size=”” type=”” target=”” link=””]Must Read :—[/button]  Ping Submission Kya Hai? Fast Indexing Kaise Karwaye.

#4 Submit Site In Search Engine

On Page SEO Karna Or Off Page SEO Karna Hi Kaafi Nahi Hota, Agar Aapko Earning Karni Hai To Organic Traffic Bhi Chahiye Hoga Uske Liye Aapka Blog Popular Search Engine Google Me Submitted Hona Bahut Importance Rakhta Hai, Aapne Blog Ko Google, Bing Or Yendex Me Submit Karke Sitemap Bankar Submit Kare Or Aapne Blog Ki Robot.txt File Ko Bhi Fix Kare.

Blog Ko Search Engine Me Submit Kaise Kare Uske Bare Me Maine Aapko Pahle Bhi Guide Kiya Hai, Agar Aapka Blog Search Engine Webmaster Or Search Console Me Add Nahi Hai To Aapka On Page SEO Or Off Page SEO Dono Bekar Hai, Aapne Blog Ko Search Engine Me Submit Karke Uska Sitemap Banana Jaruri Hai.

Google, Yahoo Or Bing Jaise Search Engine Jaha Par Aap Quality Content Publish Karke High Traffic Increase Kar Sakte Hai, Seo Search Engine Ke Bina Adhura Hai Isliye Yeh Aapne Nahi Kiya To Jarur Kare » Blog Ko Search Engine Me Submit Kaise Kare.

#5 Share Content On Social Bookmarking Sites

Social Bookmarking Sites Par Content Ko Share Karna Off Page SEO Ke Liye Better Optimization Hai, Bahut Sare Professional Bloggers Bahut Kam Mehnat Kiya Social Bookmarking Ki Help Se Perfect Offset SEO Kar Lete Hai, Me Aapko Yahi Suggests Karuga Ki Aap Bhi Aapne Blog Traffic High Kar Sakte Hai Uske Liye Post Links, Post Images Ko Social Bookmarking Websites Par Share Kare Yeh Off Page SEO Ke Liye Helpful Hai.

Content Ka Traffic Optimize Karne Ke Liye Aap Kya Karte Hai? Aap Aapni Blog Par Use Ki Gyi Images Ko Bhi Use Kar Sakte Hai Usko Pinterest Par Pin Karke Traffic Increase Karne Ka Bahut Achha Tarika Hai, Waise Internet Par Bahut Sare Free Social Bookmarking Sites Hai Stumbleupon, Delicious, Indiblogger, Newsmeback, Reddit Par Aap Aapne Blog Post Ko Easily Share Kar Sakte Hai.

#6 Guest Post On High DA PA Website

Yeh Bahut Hi Achha Or Perfect Tarika Hai Aapne Blog Par Traffic Increase Karne Ke Liye Isse Bahut Hi Aasani Se Aap Off Page SEO Karne Ka Yeh Tarika Follow Kar Sakte Hai, Aapko Kisi Popular Blog Ke Liye Post Likhna Hoga Or Dhayan Rahe Wo Guest Post Accept Kare, Wo Aapke Post Ko Aapne Blog Par Post Karega Or Aapko Dofollow Backlink Dega, Blog Popular Hone Ke Sath Aapke Blog Par Achha Traffic Milega.

Agar Koi Bhi Aapke Dwara Kiya Gya Post Uss Popular Blog Par Padhega To Wo Aapka Blog Bhi Dekhege, Jisse Perfect Promotion Network Ban Jayega Or Sabse Achhi Baat Backlink Off SEO Ka Optimization Factor Hai Or Yaha Par Aapko Do-Follow Backlink Mil Raha Hai, Yeh SEO Engine Optimization Ka Off Set SEO Ko Optimization Karne Ke Liye High Traffic Source Prapat Karne Ka Tarika Hai.

#7 Share Blog Images Strategy

Photo Sharing Ke Liye Photo Sharing Websites Best Way Hai Aapne Blog Ki Images Share Karne Or Off Page SEO Optimization Karne Ke Liye, Par Issko Follow Bahut Kam Log Karte Hai Wo Mante Hai Ki Isse Kuch Nahi Hota Agar Aap Kisi Kaam Ko Karte Hai To Uska Aapka Benefit Bhi Jarur Milega Aap Bahut Hi Smart Tarike Se Photo Sharing Site Se Traffic Or Achha Off Page SEO Kar Pate Hai.

Agar Aap Khud Ki Photography Karke Unique Photos Blog Me Use Karte Hai To Flicker, Picase, Photo Bucket Me Photos Upload Karke Top Photo Sharing Site Lane Ke Liye De Sakte Hai, Photo Me Aap Aapni Website Ka Name Dekar Aap Credit Link Bana Sakte Hai Jisse Users Aapki Site Par Jarur Aayege

#8 Blog Video Promotion Technique

Photo Sharing Ki Tarah Video Se Promotion Bhi Achha Tarika Hai Better Off Page SEO Karke Traffic Increase Karne Ke Liye, Agar Aapka Blog Hai To Aap Video Promotion Karke Uspar Off-Page SEO Technique Se High Traffic Le Sakte Hai Yeh Simple Or Smart Way Hai Bulk Traffic Prapat Karne Ke Liye, Iske Liye Sabse Pahle Aapko Aapne Blog Ke Ek Good Video Banana Hoga.

Video Ko Kuch Is Tarah Banaye Jisme Blog Ki Quality Benefit Or Features Ke Bare Me Bataye Mera Matlab Blog Full Video Review Ka Ho, Video Ke Ready Hone Ke Bad Aap WhatsApp, Facebook, YouTube, Metacafe Or Dailymotion Par Share Karke Video Se Free Blog Promotion Kar Sakte Hai.

#9 Use Link Exchange

Link Exchange Karne Ka Matlab Hota Hai Ki Jis Subject, Topic Or Niche Par Aapka Blog Hai Usko Backlink Dena Or Backlink Lena Hi Link Exchange Hai, Aap Aapne Blog Se Related Blog Ke CEO Se Bat Kare Jisse Aap Unki Site Par Backlink Banaye Or Wo Aapki Site Par Backlink Banayega.

Yeh Bahut Achha Tarika Hai Backlink Banane Ke Liye Previous Post “High Quality Backlink Kaise Banaye” Ko Padhkar Aap Bahut Sare High Quality Backlink Bana Paayege.

Par Jo Kaam Aasan Hota Hai Usme Kuch Risk To Hota Hi Hai To Us Blog Par Galat Posts Na Ho Jo Black Hat SEO Ko Badhava Dete Hai Agar Hai Uska Asar Aapke Blog Par Bhi Padega, Hamesha High Domain Authority Or Page Authority Wale Blog Se Backlink Banaye.

#10 Documents Sharing Site

Bahut Sare Website Internet Par Mojood Hai Jaha Par Pfd Files Share Kiye Jate Hai, Aap Aapne Blog Post Ki Pdf Banakar Online Share Karne Wala Aapki Ke Bare Me Padhta Hai Or Wo Aapki Site Jarur Visit Karega, Yeh Off Page Seo Optimize Karne Ka Super Method Hai, Aap Yeh Promotion Free Kar Paayege.

Online Blog Post Documents Share Karna Bahut Achha Tarika Hai Aapne Blog Par High Traffic Increase Karne Ka, Yeh Smart Way Aapke Blog Ko Achha Traffic Dega Aap Aapni Documents Ko Document Sharing Websites – Slideshare.Com, Scribd.Com Or WhatsApp Par Share Kar Sakte Hai.

#11 Popular Blog Review

Kuch Bloggers Jo Professional Bloggers Ka Interview Lete Hai Jisse Professional Blogger Ko Chahne Wale Wo Interview Padhte Hai To Jisne Interview Liya Hai Usko Achha Traffic Mil Jata Hai, Agar Aapka Blog Tech Se Related Hai To Tech Se Related Professional Bloggers Ka Interview Lena SEO Ke Liye Achhi Optimization Hai.

Jab Hum Kisi Ka Interview Lete Hai To Wo Aapke Blog Post Ko Social Networking Site Par Share Karta Hai Jisse Aapke Blog Par Comments Or Traffic 2x Increase Ho Jata Hai, Offset SEO Karne Ke Liye Yeh Tarika Bahut Simple Hai.

Blog Review Published Karna Bahut Smart Way Hai Jisse Continuously Aapko Traffic Milta Rahta Hai Uske Liye Aap Blog Review Ya Phir Popular Blogger Se Baat Kare Or Unka Interview Lekar Aapne Blog Par Dale.

#12 Advertising Or Promotion

Kisi Bhi Brand Ko Promotion Or Advertising Ko Sabhi Tak Pahuchane Ke Liye Uska Promotion Karna Bahut Jaruri Hai, Yeh Aap 2 Ways Se Kar Sakte Hai Ek Free Or Dusra Paid, Bahut Kam Invest Karke Aapne Brand Ko Bahut Jyada Logo Tak Promotion Karke Advertising Kar Sakte Hai.

Tv Par Ads Dekar Aap Blog Promotion Kar Sakte Hai Yeh Kafi Mahnga Or High Traffic Dene Wala Source Hai Jo Popular Brand Promotion Le Liye Karte Hai, Facebook Par Aap Advertising Kar Sakte Hai Isme Kam Paise Dekar Aapne Target Audience Ko Aapne Ads Show Karke Blog Par Bahut Jyada Traffic Prapat Kar Sakte Hai.

Agar Hum Newspaper Ki Baat Kare To Aapne Blog Ke Promotion Ke Liye Blog Ka Review Newspaper Me Published Karwaye Ya Phir Google Adwords Se Aap Paise Investment Karke Advertising Or Promotion Kar Sakte Hai.

[button color=”” size=”” type=”” target=”” link=””]Advertising Source :–[/button] Television, NewsPaper, Monthly Reports, Facebook Advertising, Google AdWords Promotion Tool etc Se Ads Dekar Aap Aasani Se Off Page SEO Kar Sakte Hai.

Blog Or Website Ka Off Page SEO Kaise Kare Or Off-Page SEO Search Engine Optimization Ke Liye Kyu Jaruri Hai? Maine Aapko On Page SEO Or SEO Kya Hai Ki Jankari Pahle Bhi Share Kar Chuka Hu.

Off Page SEO Kya Hai Kaise Or Kyu Kare? Ke Bare Me Aapko Yeh Hindi Jankari Jisko Step By Step Bataya Hai Aapko Kaisa Laga Yeh Mujhe Comment Me Bataye, Sawaal Jawab Ke Liye Comment Kare.. Thanks Post Padhne Ke Liye.

Here’s the Source of this Content